Duniya ma ek jaga aysi b ha jahan kawateen ka raj ha or is illaqy ka sara intazam kawateen khud sanbalti ha ..or ya aaj sy nai balky sadion sy asa hota chala ah raha ha
Hamri roz mara zindagi ma to kahwateen ghar k tamam mamlaat sanbalti hai lakin is illaqy ma khawateen k tammam mamlaat sanbalny ki waja ya ha k yahan k mard mahi geeri k leay yaahan sy door chaly jaty ha.mardoon k is illaqah sy door chaly jany k baad yahan k tamam mamlaat sirf kawateen hi sanbalti ha..Dilchasp baat ya ha k aye kawateen ye kaam aaj sy nai kar rahi balky ye rewayit sadion sy chali ah rahi ha ..In kamoo ma ghar ki dekh bahal karna ,bachoon ko sanbalna , khati bari karna or samaji mamlaat ko ddekhna b shamil ha..
Is Jazeera ka naam kehnu ha or abadi k sarbarah ka naam mehtass ha..Mehtass kehnu fundation k sarbarah b ha.Mehtass k mutabiq gaoun k mard illaqy sy door rehty hai ,yahi waja ha k yahan ki kawateen muzboot bahasar or azad hai.yahan kawateen roz mara zindagi ma rawayti libas pehnti ha .In k qdeem lok geet or ruqas aaj b sirinjam deay jaty hai.In logon ki saqafat taqribaan 2000 saal qadeem ha.lekin hiran kun baat ya hai k yahan k nojwan rozgar k muwaqy na hony ki waja se or achi taleem k leay yahan sy bahir chaly jaty hai Is waja sy saqfti iqdar ko bachana mushkil ho chuka ha..koun k bout sy nojwan jo is illaqa ko chor ka jaty ha un ma aksar wapis nai aty..
Musam gama ma Europe k saya yahan aty ha mosom guzrny k baad yah koi ani ata..is illaaqa k sarbara Mehtass k mutabiq jadeed tariqi k bawajood qadeem rayat ka baqi reh jana bout heran kun ha


No comments:
Post a Comment