How to apologize to Allah,daily Hadees,Islamic info,

Adis ky mareez ki toba
Adis k mareez pr lazim ha k wo jaldi toba kar ly,chaye mout ki akhri gari ma hi koun na sahi.kuon k jab tak us ki aqal o shaour or hosh o hawas qaim hai , toba ka darwaza khula howa ha.lihaza is pr wajib ha k jaldi toba kar ly.or gunaho k irtikab sy perhaiz kary.agarcha doctoron ny kaha ha k us ki umar thori rah gai ha...magar umrain Allah k hath ma hain.kabi aysa bi hota ha k doctoron ka guman ghalat b sabit ho jata ha.or jis mareez ki unho ny aysi tahqiq ki hoti ha wo dair tk zinda rehta haMazeed malumat k leay ye video dekhain
No comments:
Post a Comment